stat counter

View My Stats

Tuesday 7 April 2015

Maine usse ek ishara kiya, Usne salaam likh ke bheja... Maine pucha tumhara naam kya hai...? Usne chand likh ke bheja..... Maine pucha tumhe kya chahiye....? Usne saara aasmaan likh ke bheja...... Maine pucha kab miloge....? Usne Kayamat ki sham likh ke bheja...... Maine pucha kis se darte ho......? Usne muhabbat ka anjaam likh ke bheja..... Maine pucha tumhe nafrat kisse hai.....? Usne humara naam likh ke beja..."


No comments: